Monday, January 25, 2010

My Best Friends Birthday

Zindagi mei tumhare aane se Khushiyo ki bahar aai hai
Kuch kamiya thi jo tumhare aane se bhar aai hai
Tumne apne rude bartaav aur taano se mujhe sataya hai
Lekin Jeene ka ek naya rasta tumne mujhe bataya hai
Tumhe apna baaiswa janmadin mubarak ho
Aur dil se chahta hu poori tumhari har chahat ho